web hosting kya hai ! web hosting kya hoti hai web hosting kaha se kharide blog ke liye hosting kaise kharide वेब होस्टिंग की पूरी जानकारी हिंदी में t.v. me aksar ads aati hai ke 99 rupye me website bnaye.99 me sirf apko domain name milega complete website bnane ke liye apko domain name or hosting, dono ki jarurat padti hai .hosting ka alag se charge lagta hai .
web hosting kya hoti hai
aap blogging me apna ,carrier bnana chahte hai to apko web hosting kharidni padegi .web hosting kya hai , wordpress blog ke liye best web hosting kon si hai, in sb swalo ke jwaab apko is post me mil jayenge,
you will read this after :--
successfull bologger kaise bane - fast
web hosting kya hoti hai asan shabdo me me ,jaise apke computer me hard disk hoti hai usme aap apna kayi trha ka data save karte hai ,songs, videos,images ,or alag alag trha ki files aap apne computer ki hard disk me store karte hai. thik waise hi lakho, crodo, website ka data jaha save rahta hai usko hosting kahte hai.
web hosting kya hai
jb aap kisi hosting provider site se hosting lete hai to apki web site ke sare content ,photos,media,videos.every thing unke super computers me store ho jati hai ,agar koe searcher apke kis url ko search karta hai to 2-3 seconds ke bhiter apki site uske samne open ho jati hai,
web hosting kaha se buy kare web hosting kisi reputed company se buy karni chahiye . jaise ki godday, bigrock,bluehost,hostgator aap in me se kisi se bhi hosting buy kar sakte hai ,jyadtr expert blogger blue host ko prescribe karte hai jo ki sbse best hai
newbie jo galti karte hai kisi sasti ya local company se hosting khareed lete hai ,jis se unki site 12-15 din down rahti hai ,ya koe free hosting ki traf chale jate hai.aisa bilkul na kare ,varna apka time or paisa waiste chla jayega ,

shared hosting,
vps, hosting
dedicated hosting,
cloude hosting.
hosting ke types ko vistaar se samjhe ,
jaise aap ke paas ek mkan hai kiraye pr dene ke liye, agar ek kamra 4-5 log kiraye pr le lete hai to ye shared hosting ki shreni me ayega ,
shared hosting,
,share hosting ka matlb hai apne kisi ghar ka ek kamra kiraye pr le liya , agar ek viyakti ek kamra kiraye pr leta hai to ye vitual private server hosting ki shreni me ayega ,agr pura ghar koe ek viyakti kiraye pr le leta hai to ye dedicated hosting ki shreni me ayega .
shared hosting sabhi new blogger starting me yahi hosting choose karte hai , ye sasti padti hai ,lekin iski bhi ek limit hai, karan isme ek hi server me bahut sari website host rahti hai,is liye ek server ka kiraya kayi website ownr me divide ho jata hai ,
vps, hosting
vps (virtual private server) vps hosting me apko jyada subidha mlty hai,is liye iski kimat bhi jyada hai,apke blog me jyada traffic hai to aap is hosting ko buy kare .
dedicated hosting,
dedicated hosting dedicated hosting me ek website ke liye ek server resrev hota hai , ye un web site ke liye sahi hai jinme hr roz lakho ki sankhya me traffic hai ,iski cost bhi baki hosting se jyada hoti hai ,or iske maintenance ka khrcha bhi apko uthana padta hai,
cloude hosting.
cloud hosting me bahut sare sever sirf apki website ke liye kaam karte hai jis se site down ka khtra nahi rahta ye sbse mahnga or sb se bharosemnd hosting hai .
hosting kharidne se pahle in bato ko dhyan rakhe
iska bhi rakhe dhyan
1.hosting provider apko 24/7 support de raha hai ya nahi ,agar 24/7/365 support de to best hai ,
2. hosting me aapko disckspac kitna mil raha hai starting me hi apko unlimited diskspace buy kar lena chahiye taki baad me apko mushkil na ho.
3.banbidth se apki website ya blog ki loading speed taye hoti hai ,unlimited bandwidth lene se apki site jaldi load ho jayegi ,
jb koe person apke website ko apne search box search karne lagta hai to apke server ka data uske device me transfer hone lagta hai jis se usko apki website dikhne lagti hai ,agar bandwidth unimited hogi to apki site 2 second me open ho jayegi ,
best hosting provider
bluehost
hostgator
hostinger
digital ocean
site ground
agar aap apne naye blog ke liye best or sasti hosting kharedna chahte hai to hostinger se kharede kyu ki iska price kam hone ke saath saath inki speed bhi bahut achhi hai jo apke blog ya website ke liye bahut jaruri hai .
mere paas bahut logo ki shikayet ayi ki unhone kisi jani mani compay se bahut mahngi webhosting kharidi lekin unki site aksar down rahti hai or ye mera personal experience bhi hai ..
ab mai unko hostinger se webhosting kharidne ki slaah deta hu ..or ab wo khush hai ,
why hostinger.in is best
India's Best WordPress Hosting
Free Domain Registration
Cheap Web Hosting
Unlimited Web Hosting
unlimited features
Free Website Builder
30-day money-back guarantee
29,659,751
Clients already saving
10,000+
New clients every day
24,894,152
Websites launched live
DEDICATED 24/7 LIVE SUPPORT
Free SSL Certificate with cloud hostingaap hostinger se kisi bhi site se hosting khareed sakte hai . ye sabhi best hosting provider sites hai , meri sites ki hosting bhi inhi me se hai .hosting se realeted koe swal hai to aap comment kar ke poochh sakte hai .

Post a Comment