kayi baar aisa bhi hota hai hmari window dvd me scratch aa jate hai or jab hum window install karne lagte hai to window install nahi ho pati , agar aapne apni dvd ka pahle se hi bootable flash drive me convert kar liya hoga to apko baad me pareshani nahi hogi .
what is bootable pendrive
sabse pahle apko ye jaan lena chahiye ki bootable pendrive kya hota hai .friends jyadatr apne apne computer me window install karne ke liye dvd ka use kiya hoga , prantu ek do baar dvd ka use karne ke baad dvd me scrtch aa jate hai or apko nayi dvd buy karni padti hai .is pareshani se bachne ke liye hum window ki dvd ka image bnaker pendrive me daal lete hai ye . ye kabhi khrab nahi hoti .
aap window ki dvd ko copy kar ke pendrive me nahi daal sakte . iska bhi ek method ek tarika hota hai .pahle window ke setup ka ISO image bnana hota hai , fir us image ko bootable usb me convert kiya jata hai .ayiye sikhte hai aage ka method
yun to internet me bahut sare tarike mil jate hai window ko pendrive bootable usb banane ke liye lekin jo method mai apko btane jaa raha hu wo bilkul free or simple hai .
bootable usb bnanae ke liye kya chahiye
1)- window setup or dvd
2)- image burn tool
3)- rufus tool
4 )- empty usb pen drive 8 gb
sabse pahle aap image burn tool download kar ke install kare le. niche diye gaye image ko dekhe red area me jo option hai waha click kar ke window setup jo ki aapne dvd se copy kiya haiya jo window ka software aapne google se download kiya hai .ko open kar le
ab image dekhe jaha red circle 1 hai waha se option open kar ke window 10 ka setup upload kar ke or uske baad destination option ko click kare or aap iso file ko kaha save karna chahte hai us folder ya destination ko select karenor last me 2 no. par click kar ke widow setup ki file ko ISO image me convert kar le is process ko 8-10 minute lag sakte hai .finish hone tak wait kare .
process ko complete hone ke baad rufus tool ko open kare or jo ISO image apne bnayi hai us image ko rufus me open kare. USB PENDRIVE apne laptop ya computer me lagaye .or niche image dekhe red circle me windiw ki iso image ko upload kare .last me start botton ko click kar ke process shru kare 8-9 minute ke baad apke pendrive me bootable window ki file aa jayegi .
---------------
Post a Comment