How To get Dofollow Backlink डूफ़ॉलो बैकलिंक कैसे बनाये बिलकुल फ्री . sabhi new blogger yahi sochte rahte hai unka blog ya website jaldi se jaldi rank kaise kiya jaye . taki blog bnakar achhi income ki ja sake .dosto aaj hum apko dofollow back link bnane ka ek aisa tarika btane wale hai jo aaj se pahle apko kisi ne nahi btaya hoga . is liye is article ko dhyan se pade.
Bahut sare log abhi tak ye nahi jante ki back link kya hai or high quality dofollow back link kaise bnaye .apne blog ko famous karne ke liye apko apni website ya blog ka link bahut sari dusri website me . aad karna hota hai . apni website ka lonk dusri website jaisae ki social networking sites-( FACEBOOK ) . etc. me comment kar ke bhi aap back link add kar sakte hai .Lekin aisa bar bar karne se apki website ke url ko black list me daal diya jata hai or apke .
what is back link
jab aap apne website ka url dusri website ya blog me kisi bhi tarike se add karte hai to . apki website ka link us website se ban jata hai ise hi backlink kahte hai .asan bhasha me samjhte hai . For example -- ek aisa website hai jaha daily ke lakho visitors aate hai .agar apne us website me apne blog ka url add kar diya to. bahut jyada chances hote hai ki 100 - 200 visitors apke url par click kareke apki website kpar visit kare. isse apne blog ki traffic gain hone lagti hai or search engine me high ranking milti hai.
yaha tak apne samjh liya hoga ki back links kya hote hai . ab apko back links ke bare me details se samjhate hai .taki apko high quality backlinks bnane me asani ho jaye .or aap apne blog ke seo ke sath sath top websites se dofollow back links gain kar sake .
backlinks ka fayeda kya hota hai
Backlink bnane ka hmara main maksad hota hai google bots hamare website ya blog ke url ko follow kare, index kare, or visit kare .
for example agar apne blog ka ek url dusri 15 webite me add kiya hai , or jab google bots un sabhi 15 websites ko visit karega to 100% chances hote hai apka url bhi index ho jaye .aisa tabhi hoga jab apko un websites se Dofollow backlink mila hoga.
Backlink kitne parkar ke hote hai
Backlink do parkar ke hote hai ek hai dofollow backlink or dusra hai nofollow backlink. ab apko inke bare me bhi detail se samjhate hai. har ek achhi website me visitors bhi ate hai or google bots bhi .dofollow backlinks wale url ko google bot follow karte hai or index karte hai.nofollow back links ko google bots ignore kar dete hai .
Nofollow backlinks kya hai :-
sabse pahle apko bta raha hu nofollow backlinks ke bare me . no follow back link me rel=”nofollow” HTML attribute hota hai jo visitors ko to us link ko follow karne ki agya deta hailekin google bots us nofollow link ko ignore kar dete hai matlab ki use index nahi kare . apko visitors to mil jate hai lekin google ki taraf se apko us back link ka koe fayeda nahi hota .
Dofollow backlinks :-
how to check dofollow and nofollow - dofollow link checker online
All about backlinks & how to add backlinks to a website
dosto yaha tak padne ke baad apko dofollow or nofollow backlinks ke sabhi doubts clear ho gaye hinge .ab aage jante hai back links ke bare me. ki backlinks kah se prapt karen or kaha se nahi .
1 ) - Link juice :-
jab kisi wesite ka link apke website ke kisi bhi ek article ke link se ya fir apke homepage se juda hota to waha se link flow ho kar apke website tak pahunchta use hum link juice kahte hai. yahi link juice apke article ko rank karne me help karta hai or apke domain authority ko bhi increase karta hai .
2 ) - Internal links :-
internal links be links hai jo apke ek article se dusre article me jate hai . jaise ki apke blog ka ek landing page jisme bahut sare visiotrs aa rahe hai . us article ek ander , aap apne blog ke kisi dusre article ka link add kar de, isse visitors us link ko click kar ke apke blog ke dusre article me visit kar sakenge .
Bhai ek video is par bhi banao ki google structure data ke posting ke error fix kaise karin plz
ReplyDeleteiska to sirf ek solution hai template change kar lo bhai
ReplyDeleteHello there! I just want to offer you a big thumbs up for your great info you have right here on this post. I'll be coming back to your web site for more soon.
ReplyDeletewww.bestmonitorreviews.com
Post a Comment